Kya aap jaante hain ke duniya ki sab se taqatwar qaumon mein se ek, Qaum-e-Aad, apni quwwat par itni naazaan thi ke unhein lagta tha koi unka muqabla nahi kar sakta? Aur unka badshah Shaddad, jis ne jannat jaisa shehar banwaya, apni daulat aur takabbur mein itna doob gaya ke Allah ki qudrat ko bhool baitha…